Instrumenty
Ensembles
Opera
Kompozytorzy
Wykonawcy

Teksty: Himesh Reshammiya. Ahista Ahista.

yaadon ki
yaadon ki
parchhaiyya tanhaaiyya
tumse hi hai - 3
tum dil mein shareek hue
ahista ahista - 3
ruh ke kareeb hue
ahista ahista - 3
ahista - 3
tum dil mein shareek hue
ahista ahista - 3
ruh ke kareeb hue
ahista ahista - 3
ahista - 3

zindagani teri aashiqui hai
tujhse hi meri har khushi hai
saansen meri yeh tujhmein basi hai

yaadon ki parchhaiyaan tanhaiyyan
tumse hi hai - 3
tum dil mein shareek hue
ahista ahista - 3

chahaton ka yeh jo silsila hain
baarishon ka yeh jo kaafila hain
meri anjuman hai tujhse mila hain
yaadon ki parchhaiyaan tanhaiyyan
tumse hi hai - 3
tum dil mein shareek hue
ahista ahista - 3
ahista...